Dil Ki Baatein Dil ki baatein aksar baat Kiya karti hain bewajah yeh zuban pe aa ke muh mod liya karti hain dil ki baatein aksar aisa kiya karti hain, Main sochta hun kya hain inki chahat main gor karta hun inki zarurat Magar, Dil ki yeh baatein apne faisle khud hi kar liya karti hain. Zara koi hume puchke batade inke iraade yeh anjaane mein, kayi vaade kar jaati hain hum barbaad pehle hi the, humey tab yeh kar jaati hain. "Dil ki baatein aksar aisa kar jaati hain"